Hum apni zindagi ka zyada tar time dusron me sarmaya Kar dete hain par kabhi apne app ko janane ki kosish nhi karte.
Hume zindagi me har kisi ki eham tareekh aur un ke pasandida rang ke baare me jante hain, hume dusron ke baare me janane ki dilchaspi hoti hai,par kabhi apne app ko janane main ahmiyat nhi dete.
Har nojawan ka kisi na kisi moorh par yehi sawal hota hai..
pata nahi main koon,kesa hoon,Kya hoon. Meri kamzoori Kya hai,Meri taqaat Kya hai.mujhe Kya khushi aur Kya gaami deta hai.
Agar is Dunia aur is saadhi ke sath chalna hai to,sab se pehle in 5 cheezen ke baare me apne app ko janana zarori hai.
1 -main kyun?
2 -main Kya?
3 -Main kesa ?
4 -main kidher?
5 - Kya main hoon?
1.MAIN KYUN?
kyun rokta hoon apne app ko kuch Naya karne se? Kyun Mujhe me ye daar hai?kyun main isme Acha nhi?
Kyun main...?
Jab tab insan apni zindagi me se apne app ka kyun la lafz istemal karne chorta nhi, wo apne app ko sahi tarah janta nhi. Apni zindagi me har kyun nikal do, apne app ko jaan lo pehle.
2.MAIN KYA?
Me hoon Kya? Aik ashrafalmahlukat hoon,jisme raab ne jaan Dalí hai aur mera Is Dunia me Kya maksad hai,main us se namaloom hoon,Kya main ye parhoon? Kya me ye dost banaun? Kya me ye Kar sakta hoon?
3.MAIN KESA?
Har shaks apne app se puchta hai ke me jo hoon,kesa hoon? Me ameer hoon ya gareeb hoon,me kamzboot hoon ya kamzoor,me khoobsurat hoon ya baadsurat,me akalmamd hoon ya nikamah?
dunia ki nazar se apne app ko dekhna chordo, tum wo ho jo tum banane chahte ho, dunia usay maney ya nhi, wo unka masla hai.
4.MAIN KIDHER?
Me ajj jo kuch hoon,me kidher hoon? Mene zindagi me ajj tak jo bi rasta chunnah hai wo Mujhe ajj is jagah par le Kar aya hoon, Agar me wo rasta na chunta to ajj me kidher hota?
appne app se sawal karo, mujhe kidher hona chahiye, mere liye kya behtar hai aur us par goor karo.
5.KYA MAIN HOON?
Jab insan apne app se puchta hai ke Kya wo hai ya nhi, uski zindagi me kisi ki kaamhi hai ya phir nashukri, Kya me ji raha hoon? Kya Meri te zindagi zindagi hai?
Ye chand sawalat hai jo har insan ko apne app se karne chahiye takay apne app ko Jan sakain.
Hope u liked the article,its my fist time writting in urdu..

0 Comments: